Home Podcasts The Horror Show by Karnik
The Horror Show by Karnik

The Horror Show by Karnik

Hindi Horror kahaniyan jo science aur logic dono ko tod deti hain. 123 episodes 22 Nov 2026

क्या आपको लगता है कि भूत-प्रेत सिर्फ कहानियों में होते हैं? मैं हूँ कार्तिक, और मेरे पास हैं वो सच जो आप शायद कभी सुनना ही न चाहें। असली स्थान, असली लोग, असली घटनाएँ – जहाँ विज्ञान भी असफल हो जाता है। एक विधवा जो रात को अपने मरे हुए पति से बात करती है, एक परिवार जिसका 3 साल का बच्चा किसी 'काका' से बात करने लगता है, अस्पताल के वार्ड जहाँ मरीज खुद-ब-खुद डिस्चार्ज हो जाते हैं। ये सिर्फ कहानियाँ नहीं, ये वो अनुभव हैं जो आपकी नींद हमेशा के लिए उड़ा देंगे।

Episodes

4 Supari aur 1 Rubberband Se Kiya Naina Par Totka | Hindi Horror Story
4 Supari aur 1 Rubberband Se Kiya Naina Par Totka | Hindi Horror Story 22 Nov 2026 25:20 Ek 20 saal ki ladki ne haunted game 7 din mein khatam kiya. Uske baad har raat 2:30 baje woh gali uske kamre mein aane lagi. Kya game sach mein haunted tha, ya kisi ne ek chhoti si potli mein kuch aur baandh ke rakha tha?Indore ke ek aam ghar ki yeh kahani Naina ke angle se: ek rubberband, 4 supari, ek laal dhaaga, aur gate ka ek kona jahan roz kuch hota tha. Aakhir tak suniye. Aapko apne ghar ka
Latakti Hui Gardan | Noida Ke Haunted Flat Ki Story | Hindi Horror Story
Latakti Hui Gardan | Noida Ke Haunted Flat Ki Story | Hindi Horror Story 15 Nov 2026 23:23 Noida ki ek nayi society. Satrahvi manzil. Garvit aur Kavita ki pehli raat, aur upar se girte saman ki awaaz. Bachchon ki hansi, subah 4:10 par dono ko ek saath sunai di cheekh, balcony ke neeche latki ek gardan, aur subah darwaze par rakha ek bina naam ka garam dabba. Sawal sirf ek hai: upar aakhir hai kaun?Agar aapke paas bhi Diwali ki ya kisi aur waqt ki real horror story hai, to zarur share ka
Band Kamra | Jisme Roz Raat Koi Khaana Khata Tha | Hindi Horror Story
Band Kamra | Jisme Roz Raat Koi Khaana Khata Tha | Hindi Horror Story 8 Nov 2026 16:27 Shaadi ke teesre din ek dulhan ne raat ko wo awaaz suni, jo use kabhi nahi sunni chahiye thi. Aangan ke kone mein ek band store-room. Uske andar se koi kisi ko pyaar se khaana khila raha tha. Aur sasural ke log, jo kabhi ghabrate nahi the, roz raat ek hi word bolte the..Ye kahani kaalpanik hai. Naam, jagah aur ghatnayein badli gayi hain.Agar aapke paas bhi Diwali ki ya kisi aur waqt ki real horror
SHAMSHAAN KA THAILA | Ek Nazar Ki Keemat Poore Ghar Ne Chukayi | Hindi Horror Story
SHAMSHAAN KA THAILA | Ek Nazar Ki Keemat Poore Ghar Ne Chukayi | Hindi Horror Story 1 Nov 2026 19:06 Kota ke ek mandir ke poojari, jinhone zindagi bhar kaha ki devta kisi me nahi aate, ek station par ek aadmi ka thaila gira baithe.Us thaile me kaale kapde se bandhe lote the, ek khurpi, kaale dhaage, aur teen haddi ke tukde. Unhe wo kabhi nahi dekhna chahiye tha.Aur uske baad, roz subah paanch baje, gali ke mod par ek aadmi khada milne laga. Jise sirf Papa aur main dekh sakte the.Disclaimer: Ye ka
Gaon Ka Aakhri Ghar Me Rehti Thi Ek Dayan? | Hindi Horror Story
Gaon Ka Aakhri Ghar Me Rehti Thi Ek Dayan? | Hindi Horror Story 25 Oct 2026 21:49 Poora gaon use dayan kehta tha. Par us din usne ek pandrah saal ke ladke ko uska poora naam lekar bulaya, jabki wo usse zindagi me pehli baar mil raha tha.Gaon ka aakhri ghar. Darwaze par kaala dhaaga aur teen sukhe nimbu. Neem ki daali se latakti ek putli. Aur raat ko ek band kamre se aati bachche ke rone ki awaaz.Kya Jamuna sach me dayan thi? Ya gaon ne use kuch aur bana diya tha? Headphones lag
Dadi Ke Marne Ke Baad Khula Ghar Ka Sabse Khaufnaak Raaz | Hindi Horror Story
Dadi Ke Marne Ke Baad Khula Ghar Ka Sabse Khaufnaak Raaz | Hindi Horror Story 18 Oct 2026 21:42 Is Halloween, ek aisi horror story suniye jahan bhoot se zyada khaufnaak hai... kisi ko bhula diya jaana.Kolkata ke paas ek purane khandani ghar mein terahvin ka bhoj rakha gaya tha.Ghar mein 20 log khaane wale the.Lekin waha rakhi gayi 21 thaaliyan.Parivaar ke har member ko pata tha ki woh extra thaali kiski hai. Lekin saalon se kisi ne uske baare mein baat nahi ki thi.15 saal baad Raghav apni Da
Halloween Party Mein Hua Khaufnaak Haadsa | Hindi Horror Story
Halloween Party Mein Hua Khaufnaak Haadsa | Hindi Horror Story 11 Oct 2026 17:12 Kya hota hai jab Diwali aur Halloween ek saath manayein? Ye kahani sunke aapki ruh kaanp jayegi! 4 college friends - Aarav, Meera, Tanya aur Rishi ne socha tha ki farmhouse mein Diwali aur Halloween ka fusion party hoga mast. Par unhone jo game khela, jo spirit ko bulaya... uske baad farmhouse me hua wo dekh kar unki rooh kanp gayi...October ke aakhri hafte mein, 4 dost ek concept ke saath aaye -
Halloween Ki Raat Wapas Aaye Woh 4 Bachche | Trick or Treat | The Horror Show by Karnik
Halloween Ki Raat Wapas Aaye Woh 4 Bachche | Trick or Treat | The Horror Show by Karnik 4 Oct 2026 17:31 Halloween ki raat Aarav aur Meera ke ghar chaar bachche trick-or-treat ke liye aate hain. Firefighter, fairy, skeleton aur witch ke costumes mein khade woh bachche bilkul normal lagte hain… lekin unke jaane ke baad Aarav ko kuch aisa pata chalta hai jo uske poore parivaar ki zindagi badal deta hai.Ye chaar bachche har Halloween ek hi raat, ek hi waqt aur bilkul wahi costumes pehenkar kyun wapas aa
Us Anjaan Aadmi Ka Prasad Kailash Ko Bhaari Pad Gaya | Hindi Horror Story
Us Anjaan Aadmi Ka Prasad Kailash Ko Bhaari Pad Gaya | Hindi Horror Story 27 Sep 2026 14:06 Kailash ko kya pata tha ki chauraha par mile ek anjaan aadmi ke haath se liya hua ek chhota sa prasad uski zindagi badal dega.Shaam ke waqt Kailash apne ghar laut raha tha, tabhi chauraha par ek anjaan aadmi ne use roka aur apne haath se prasad ka ek tukda diya. Kailash ne pehle mana kiya, lekin aadmi ke kehne par usne woh prasad kha liya.Us raat ke baad Kailash ke saath ajeeb cheezein hone lagi.P
Hospital ka Saaya | Hindi Horror Story
Hospital ka Saaya | Hindi Horror Story 20 Sep 2026 13:51 Raat ke 2 baje hospital ke basement me… ek dead body ne apni aankh khol di. Kya yeh sirf hospital ka saaya tha ya sach me kuch aur?“Hospital ka Saaya” ek spine-chilling hospital horror story hai jahan ek ward boy Mukesh apni night shift ke dauran aise raaz dekhta hai jo samajh se pare hain. Empty corridors, blinking lights, morgue ki khamoshi aur ek dead patient ka chehra – sab milkar is kahani ko
Highway Par Dulhan Ka Saya | Rishi Ko Bachaya Hanuman Ji Ke Tawiz Ne
Highway Par Dulhan Ka Saya | Rishi Ko Bachaya Hanuman Ji Ke Tawiz Ne 13 Sep 2026 23:01 Raat ke kareeb 10:30 baje Rishi Ahmedabad highway par akela drive kar raha tha. Highway ke ek sunsaan stretch par usse shaadi ke jode mein ek dulhan lift maangti hui nazar aayi.Rishi ne pehli baar use ignore kar diya.Lekin kuch kilometre baad wahi dulhan dobara uske saamne aa gayi.Is baar woh Rishi ki car mein baith gayi.Usne sirf ek jagah ka naam bataya — Kesar Ghat.Rishi ko dheere-dheere kuch aj
Gusse Mein Bulayi Ek Mayavi Taqat | Hindi Horror Story
Gusse Mein Bulayi Ek Mayavi Taqat | Hindi Horror Story 6 Sep 2026 20:52 Kya badle ki aag mein kisi anjaan taqat ka sahara lena kabhi khatarnak ho sakta hai?Ronit ke saath business mein dhokha hua. Saalon ki mehnat barbaad ho gayi, court case shuru hua aur dheere-dheere uska poora ghar is tension ki chapet mein aa gaya. Lekin jab kanoon se insaaf milne mein waqt lagne laga, to Ronit ek aise aadmi ke paas pahunch gaya jo logon ki pareshaniyan sunta tha.Ronit ne usse sir

Recommended